Faizan Simnan

November 09, 1997 - India
Send Message

Umeed

ek qafla mai shamil hu aur jaye jaa raha hu
la maqsad hu fir bhi talash-e-manzil ko ja raha hu

chaman main kuch gull hain woh bhi sukhe hain
bewajha unhe mai tar kiye jaa raha hu

barish mai in kagazo ka ek hi markaz hai
fir bhi kashtiya mai banaye jaa raha hu

yun hi khaye ja raha hai khayl usk mjhe
kyun uska khayal mai kiye jaa raha hu
414 Total read