Aaj tamaam sazishein aur khuraafaat hone do
Masley kal suljha lenge, tum aaj barsaat hone do
Zindagi ki pyaas ko ehsaas hai is nagme ka
Ek khauf kahi mandra raha hai, meelon door us sadme ka
Maut ko zindagi ka agar dar hai, to dar mere yaar hone do
Zindagi to kal bhi chalegi, tum aaj barsaat hone do.
Tanhai chipi hai fiza me
aur raat magan hai
Tap rahi hai zameen
aur khamosh gagan hai
Aankh lagi par neend mein bhi
sukoon na aaya
ladte rahe zindagi tujhse par
......
Eagerly I scour the skies
For clouds dark and heavy
Awaiting the life giving winds
Pregnant with promises
So many secrets
Shared between you and me
Scorched by the summer heat
I lie withered , almost defeated
Fervently , silently awaiting